Saturday, March 20, 2010

mera dil............

jahan dil mein ek saaya tha...
usmein maine tumhe basaya tha...
tum na samjhe kabhi ki tumhe hi maine chupaya tha...
tum hi the jisne mere dil ko sataya tha...
meri aankho mein sirf tumhara hi chehra samaya tha...
jahan mere dil mein ek saya tha...